ALLAH PAK FARMANS

Al quran

Ae Imaan Walo'n !
Duusrey Imaan Walo'n Main Aib Na Dhundte Raho, Beshak Ye Baat ALLAH Ko Na-Pasand Hy.
Aur Agr Tum Aisa Karoge Tou Janlo ALLAH Tumhare Aib Dhundey Ga Aur Aga ALLAH Tumhare Aib Dhundey Ga Tou
Tumhain Tumhare Ghar Main Hii Ruswa Karaye Ga
Beshak ALLAH Ghalib Hikmat Wala Hy
[Al-Quran]

Irshad-e-Bari Ta'ala
Hy ke ,
"Tum Kisi Bhi Shaks
Ko Bura Na Samjho,
Shayad Wo Wesa Na Ho
Jesa Tum Samajhty Ho,
Haqeeqai Ilm Tou ALLAH
ke Paas Hy, Aur Tum Tou La-ilm Ho"
~ Surah Baqrah
Aayat # 216

“Hum Ne Tumhain
Zameen Main Ikhtiyarat
ke Saath Basaya Aur
Tmhare Liye Yahan
Saman-e-Zindagi
Faraham Kia, Magar
Tum Log Kam Hi
Shukar-Guzaar Hote Ho”
(Surah Aaraf)

"Beshak ALLAH TA'ALA
aise shaks ko pasand
nahi kerta jo apne
kirdar me maghror ho
aur apni barai pe fakhar
kare"
(Surah Al-Nisa)

ALLAH TA-LA QURAN MAE KAHTA HAI"
Touba karne wale, ibadat karnewale, hamd karne wale, roza rakhne wale, ruju karne wale, sajda karne wale, nek kamo ka hukum dene wale or buri baato se mana karne wale, ALLAH ki hadoo (limits) ( ki hifazat karne wale (yahi momin log hai) or aae paigambar momino ko bahisht ki khushkhabri suna do"(sur toba 9:112)
 

“Jo Gussay Ko Pee Jatay Hain Aur Dosron
Kay Qasoor Maaf Kar Detay Hain,
Aise Naik Log Allah Ko Bohat Pasand Hain.”
“(Surah AAL-IMRAN 3 : 134)”

“Aur Jab QURAN Parha Jaye Tou Us Ki Taraf
Kaan Lagaye Rakho Aur Chup Raho Ta Kay
Tum Par Reham Kiya Jaye.”
(Surah-E-Araaf : 204)

“Aur Allah Ki Rahmat Se Na-Umeed Mat Ho,
Beshak Allah Ki Rahmat Se Wohi Log Na-Umeed
Hote Hain, Jo Kaafir Hain.”
¤­­­ ¤ AL-QURA’AN ¤ ¤

Ae Iman Walo
Tum Pe Rozae Ferz Kie Gaehe He
Jaese Tum Se Pehle Walo Pe Kie Gaehe The
Takae Tum Me Takwa Paeda Ho
(AL-QURAN)

“Apne RAB Ki Rehmt Sy Mayus Na Ho Ye Preshania
Waqti Hain Kamyabi USKA Wada Hy
Na Hosla Haro Na Gham Kro
Tum Hi Kamyab Rahogay Agr Tm Momin Ho”
(Al-Imran 139)
 

Agr Allah Tumhain Kisi Museebat Mein Dalay To Is Ke
Siva Koi Nahi Jo Tumhain Museebat Say Nikaal Lay.
Aur Agr Tumharay Haq Mein Bhalai Ka Irada Karay To
Us K Fazl Ko Koi Bhi Nahi Pher Skta . . .
(Al Quran)

Jab kisi kaam ka pakka irada karlo.
to phir ALLAH pay bharosa rakho.
Beshak ALLAH bharosa rakhny walon ko pasand karta hai.
*AL QURAN*
 

Aur Namaz Parhty Raho Aur Zakat Dete
Raho Aur ALLAH k RASOOL {S.A.W} ke
Farman Pe Chalte Raho Ta Tum Per Meherbani
Aur Rehmat Ki Jaye
(Surah Al-noor :56)

"Aur Tum Me Honi Chahiye Aisi Jamat Jo
Neki Ki Taraf Bulaye Aur Ache Kaam Krny
Ka Hukm DeAur Bure Kamo Sy Mana Kare,
Yehi Log Nijaat Pane
Wale Hyn"
(Al-Qura'an)

" Kamyaab Darasal Wo Hy Jo Aatis-e-Dozakh
Sy Bach Jaye Aur Jannat Main Dakhil Kr Dia Jaye
Rahi Ye Dunya, Tou Ye Sirf Dhoka Hy "
(Surah Al-Imran185)
 

Aur jis nay mare zikar say moh mora
aur mah (ALLAHA) us ke mahisath ko tang kar do ga
(AL QURAN)

Or jab Quran Parha jaye to us ki taraf kan
lagay rakho Takay tum par reham kiya jaye
(SURAH ARAAF: 204)
 

Allah ka irshad ha:
Aur jab koi ehteram k sath tumhen salam
kare to is ko us se behtr tariqe kE sath jawab do
Sura: An Nisa

"ALLAH Ki Rehmat se Mayos na ho Uski
Rehmat se To bas Kaafir Hi Mayos Huwa Krte Hen." ...
(Surah:Yousuf ayat :78)
 

"Tum Nekiyon ki Tarf Doro!
Jahan Kahin Bhi Tum Hogay
ALLAH Tumhari (Madad) Ke Liye Aayega
Allah Her Cheez Pey Qadir Hai...
Sura-E-Baqra_148

"Or Jo Koi ALLAH Se Darey Ga Wo Us K Liye Ranj-o-Gham Se Nijaat Ki Soorat Paida Ker Dega, Or Usko Aesiy Jagah Se Rizq Dega Jahan Se Us Ka Gumaan (Khayal) Bhi Na Hoga Or Jo Koi Bharosa Karey ALLAH Per, To Wo (ALLAH) Us K Liye Kafi Hai."
Surah Al-Talaq
Ayat # 2 & 3

~*~ Wohi Shaks
Nasihat Maanta Hy Jo
ALLAH Se Darta Hy Aur
Jo Shaks Badnaseeb Hy
Is Se Guraiz Kerta HY ~*~
[ Al-Qura'an ]

Ae Emaan Walo'n
Rukoo Aur Sajda Krte
Raho Aur Apne Parwardigar Ki
Ibaadat Main Lage Raho
Aur Naik Kaam Krte Raho
Ta k Tum Kamyaab
Ho Jao
{Surah Al-Hajj
Aayat # 77}

"Lekin Rasool Aur Jo
Log Un k Saath Emaan
Laye Sab Apne Maal Aur
Jaan Sy Lare Unhi
Logo'n Ke Liye
Bhalaiya'n Hyn Aur
Yehi Murad Paney
Waley Hyn"
(Surah Tauba-88)

"Beshak Wo Muraad Ko
Pohanch Gaya Jo Pak
Hua. Aur Apne RAB K
Naam Ka Zikar Aur
Namaz Parhta Raha.."
< Al-Qura'an >

" Kamyaab Darasal Wo
Hy Jo Aatis-e-Dozakh
Sy Bach Jaye Aur Jannat
Main Dakhil Kr Dia Jaye
Rahi Ye Dunya, Tou Ye
Sirf Dhoka Hy "
(Surah Al-Imran185)

"Or wo (ALLAH) aisa hai jis ne
TUMHARE LYE Kaan or Ankhen or Dil
banay,tum log boht hi kum Shukar karte ho".
(Surah Al-Muminoon)
Ayat no. 78
 

"Aur Tum Me Honi
Chahiye Aisi Jamat Jo
Neki Ki Taraf Bulaye
Aur Ache Kaam Krny
Ka Hukm DeAur Bure
Kamo Sy Mana Kare,
Yehi Log Nijaat Pane
Wale Hyn"
(Al-Qura'an)
 

Ae Bande Agar Kabhi
Raat Ko teri Aankh Khuley Aur Tu Phir So
Jaye Tou Tu Ne Mujh Se Be-wafai Ki
Aur Agar Teri Aankh Khuley Aur Tu Ne Wazuu
Kia Aur Meri Ibadat Ki Tu Ne Maanga Aur
Mene Qubool Na Kia Tou Mene Tujh Sy
Be-wafai Ki Aur Main Aisa Nhi Karta
~ Surah-e-Mulk ~

"ho sakta ha k aik cheez tumhe nagwar ho aur wahi tumhare liye behtar ho.Aur ho sakta ha k aik cheez tumhe pasand ho aur wahi tumhare liye buri ho. ALLAH janta ha,tum nahi jante".ALLAH apko or muje wo de jo hamary haq main behter ho.
*ALQURAAN*
.

Beshak Jo Log bin dekhe apne RAB sy darte han!
.Un k leay Bakhshish or bohat Bara Ajar.e.Azeem hai...
(Surah Mulk-12)
 

"Na banaayen muslman kafiron ko dost momino
ko chor k or jo koi yeh kam kre to nahi
usko Allah se koi talluq magar is haalat
mai ke karna chaho tum unsey bachao
or Allah tumko darata hai Apny se or Allah hi
ki taraf tumko ko lot kar jana hai
( AAL E IMRAAN (AYT 28)
 

"Namaz Ke Zariye Se Madad Talb Karo, Beshak
Namaz Zarur Mushkil Hai Magar UnKe Liye
Nahi Jo Dil Se Meri Tarf Jhukte Hain"
(Al-BAQRAH:45)*

"Koi b moseebt Allah k hukm k bagair nhi ati
or Allah momino k dil ko raah dikhlaay ga
or Allah hr cheez se waqif hai
or Ataat kro Allah ki or Ataat kro Rasool(S.A.W) ki
ps agr tm phir gay to Hmary Rasul k zimmah paygaam
pohncha dena hai. Allah k siwa koi mabood
nhi or momino ko sirf Allah pr tawkkl krna chahey"
(surah Muzmil)
 

Hairat hai ke tu hath duniya ke samne philata hai or gila KHUDA se karta hai
Jo kuch bi mangna ho apne RAB se mang jo wapsi ka Taqaza nai karta
(Al Quran)
 

"Ye Bat Yaqeenee Hai K ALLAH Logon Pe Kuch Zulm Nahi Karta
LekinLog Khud Hi Apni Janon Pe Zulm Karte Hain."
(Surah Younas, Aayat # 44)
 

"Ho sakta hy k, ek chez tumhein nagawar ho or wohi tmhare liye behtar ho, Or ho sakta hy k, ek chez tmhen psand ho or wohi tmharey liye buri ho. ALLAH janta hai tm nhi jante."ALLAH Jis Hal mein rakhe khush raho Or ALLAH ka shukr ada kro.
Surah-e-BAQRA
 

ALLAH HE TO HAI JISNE TUM KO IBTADA ME KAMZOR HAALAT MAE PAIDA KIYA, PHIR KAMZOR K BAAD TAQAT BAKSHI, PHIR TAQAT K BAAD KAMZOR OR BURHAPA DIYA WO JO CHAHTA HAI PAIDA KARTA HAI OR WOHI JANNE WALA OR QUDRAT RAKHNE WALA HAI.
(Al-Rom30 #54)

ALLAH Subhanahu wa Ta'ala Ne Farmaya
" Mere bandon! Zuban se Wo baat nikala
karo Jo sub se Achchi ho,
(Al Quran)

ye Shetan hai jo insanon ke darmiyan Fasaad
dalwanay ki koshish kerta hai,
Beshak Shaitaan insaan ka Khula Dushman hai."
{Sura e Bani Isra'eel, Aayat:53)
 

Aur jo log sone chandi ka khazana rakhte hai
or ALLAH ki Raah me kharch nahi
kerte unhe Dardnak Azaab ki
khabar Pohancha Dijye.
(Surah Tauba:34)
 

"Aur Tum Main Se Kisi Shakhs Ko Haq Nahi
K Woh Us Admi K Mutaliq Koi
Tanqeed Ya Taqeed Kre Jo Is Duniya Se
Rukhst Ho Chuka Ho, Aur Tum
Ko B Lot Kar Apne Parwardigar
K Pass He Jana Hai"
(AL QURAN)

 

 

IF YOU NEED ANY SPIRITUAL HELP CONTACT ON THESE Nos.:

+91- 09829270093
 +91-9772110786

 

      +919829270093

 

Ajmer Sharif Deg, Ajmer Deg, Booking Ajmer Deg, Deg Ajmer, Urs Ajmer Sharif 2023, Ajmer Sharif, Urs 2023, Urs Ajmer Sharif 2023, Urs Ajmer Sharif 2023, Urs Ajmer Sharif